Surah Al-Anaam Verse 65 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamقُلۡ هُوَ ٱلۡقَادِرُ عَلَىٰٓ أَن يَبۡعَثَ عَلَيۡكُمۡ عَذَابٗا مِّن فَوۡقِكُمۡ أَوۡ مِن تَحۡتِ أَرۡجُلِكُمۡ أَوۡ يَلۡبِسَكُمۡ شِيَعٗا وَيُذِيقَ بَعۡضَكُم بَأۡسَ بَعۡضٍۗ ٱنظُرۡ كَيۡفَ نُصَرِّفُ ٱلۡأٓيَٰتِ لَعَلَّهُمۡ يَفۡقَهُونَ
aap kahiye ke is par bhi wahi qaadir hai ke tum par koyi azaab tumhaare upar se bhej de, ya tumhaare paao ta-le se, ya ke tum ko gruh gruh kar ke sab ko bhida de aur tumhaare ek ko dosre ki ladaayi chaka de, aap dekhiye to sahi, hum kis tarah dalaayel muqtalif pehlo se bayaan karte hai shaayad wo samajh jaaye