Surah Al-Anaam Verse 73 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَهُوَ ٱلَّذِي خَلَقَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضَ بِٱلۡحَقِّۖ وَيَوۡمَ يَقُولُ كُن فَيَكُونُۚ قَوۡلُهُ ٱلۡحَقُّۚ وَلَهُ ٱلۡمُلۡكُ يَوۡمَ يُنفَخُ فِي ٱلصُّورِۚ عَٰلِمُ ٱلۡغَيۡبِ وَٱلشَّهَٰدَةِۚ وَهُوَ ٱلۡحَكِيمُ ٱلۡخَبِيرُ
aur wahi hai jis ne asmaano aur zameen ko bar-haq paida kiya aur jis waqth Allah ta’ala itna keh dega tu hoja, wo ho padega, us ka kehna haq aur ba-asar hai aur saari hukumath qaas osi ki hogi jab ke soor mein phook maari jayegi, wo jaanne waala hai poshida chizo ka aur zaaher chizo ka aur wahi hai badi hikmath waala puri qabar rakhne waala