Surah Al-Anaam Verse 73 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamوَهُوَ ٱلَّذِي خَلَقَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضَ بِٱلۡحَقِّۖ وَيَوۡمَ يَقُولُ كُن فَيَكُونُۚ قَوۡلُهُ ٱلۡحَقُّۚ وَلَهُ ٱلۡمُلۡكُ يَوۡمَ يُنفَخُ فِي ٱلصُّورِۚ عَٰلِمُ ٱلۡغَيۡبِ وَٱلشَّهَٰدَةِۚ وَهُوَ ٱلۡحَكِيمُ ٱلۡخَبِيرُ
Wahi hai jisne aasman o zameen ko barhaqq paida kiya hai aur jis din woh kahega ke hashar (resurrection) ho jaye usi din woh ho jayega. Uska irshad ain-e-haqq hai aur jis roz soor phoonka jayega us roz baadshahi usi ki hogi, woh gaib aur shahadat (visible) har cheez ka aleem hai aur dana aur bakhabar hai