Surah Al-Anaam Verse 96 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamفَالِقُ ٱلۡإِصۡبَاحِ وَجَعَلَ ٱلَّيۡلَ سَكَنٗا وَٱلشَّمۡسَ وَٱلۡقَمَرَ حُسۡبَانٗاۚ ذَٰلِكَ تَقۡدِيرُ ٱلۡعَزِيزِ ٱلۡعَلِيمِ
Purda e shab (night) ko chaak karke wahi subah nikalta hai, usi ne raat ko sukoon ka waqt banaya hai usi ne Chand aur Suraj ke tulu-o-guroob ka hisaab muqarrar kiya hai. Yeh sab usi zabardast qudrat aur ilm rakhne waley ke thehraye huey andaze hain