Surah Al-Anaam Verse 99 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَهُوَ ٱلَّذِيٓ أَنزَلَ مِنَ ٱلسَّمَآءِ مَآءٗ فَأَخۡرَجۡنَا بِهِۦ نَبَاتَ كُلِّ شَيۡءٖ فَأَخۡرَجۡنَا مِنۡهُ خَضِرٗا نُّخۡرِجُ مِنۡهُ حَبّٗا مُّتَرَاكِبٗا وَمِنَ ٱلنَّخۡلِ مِن طَلۡعِهَا قِنۡوَانٞ دَانِيَةٞ وَجَنَّـٰتٖ مِّنۡ أَعۡنَابٖ وَٱلزَّيۡتُونَ وَٱلرُّمَّانَ مُشۡتَبِهٗا وَغَيۡرَ مُتَشَٰبِهٍۗ ٱنظُرُوٓاْ إِلَىٰ ثَمَرِهِۦٓ إِذَآ أَثۡمَرَ وَيَنۡعِهِۦٓۚ إِنَّ فِي ذَٰلِكُمۡ لَأٓيَٰتٖ لِّقَوۡمٖ يُؤۡمِنُونَ
aur wo aisa hai jis ne asmaan se paani barsaaya, phir hum ne us ke zariye se har qism ke nabaath ko nikala, phir hum ne us se sabz shaaq nikaali ke us se hum upar tale daane chade hoye nikaalte hai aur khajoor ke daraqto se, yaani un ke goppe mein se qooshe hai, jo niche ko latke jaate hai aur anguro ke baagh aur zaitoon aur anaar ke, baaz ek dosre se milte jhulte hote hai aur kuch ek dosre se milte jhulte nahi hote, har ek ke phal ko dekho jab wo phalta hai aur us ke pakne ko dekho, un mein dalaayel hai, un logo ke liye jo imaan rakhte hai