Surah Al-Jumua Verse 2 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Jumuaهُوَ ٱلَّذِي بَعَثَ فِي ٱلۡأُمِّيِّـۧنَ رَسُولٗا مِّنۡهُمۡ يَتۡلُواْ عَلَيۡهِمۡ ءَايَٰتِهِۦ وَيُزَكِّيهِمۡ وَيُعَلِّمُهُمُ ٱلۡكِتَٰبَ وَٱلۡحِكۡمَةَ وَإِن كَانُواْ مِن قَبۡلُ لَفِي ضَلَٰلٖ مُّبِينٖ
Wahi hai jisne ummiyon (gentiles/unlettered) ke andar ek Rasool khud unhi mein se uthaya, jo unhein uski ayaat sunata hai, unki zindagi sanwarta hai,aur unko kitaab aur hikmat ki taleem deta hai, halaanke issey pehle woh khuli gumraahi me padey huey thay