Surah Al-Munafiqoon Verse 7 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Munafiqoonهُمُ ٱلَّذِينَ يَقُولُونَ لَا تُنفِقُواْ عَلَىٰ مَنۡ عِندَ رَسُولِ ٱللَّهِ حَتَّىٰ يَنفَضُّواْۗ وَلِلَّهِ خَزَآئِنُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِ وَلَٰكِنَّ ٱلۡمُنَٰفِقِينَ لَا يَفۡقَهُونَ
Yeh wahi log hain jo kehte hain ke Rasool ke saathiyon par kharch karna bandh kardo taa-ke yeh muntashir ho jayein. Halaanke zameen aur aasmaano ke khazano ka maalik Allah hi hai, magar yeh munafik samajhte nahin hain