Surah At-Talaq Verse 11 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Talaqرَّسُولٗا يَتۡلُواْ عَلَيۡكُمۡ ءَايَٰتِ ٱللَّهِ مُبَيِّنَٰتٖ لِّيُخۡرِجَ ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ وَعَمِلُواْ ٱلصَّـٰلِحَٰتِ مِنَ ٱلظُّلُمَٰتِ إِلَى ٱلنُّورِۚ وَمَن يُؤۡمِنۢ بِٱللَّهِ وَيَعۡمَلۡ صَٰلِحٗا يُدۡخِلۡهُ جَنَّـٰتٖ تَجۡرِي مِن تَحۡتِهَا ٱلۡأَنۡهَٰرُ خَٰلِدِينَ فِيهَآ أَبَدٗاۖ قَدۡ أَحۡسَنَ ٱللَّهُ لَهُۥ رِزۡقًا
(yani) rasool jo tumhe Allah ke saaf saaf ehkaam pad sunaata hai, ta ke un logo ko jo imaan laaye aur nek amal kare wo taarikiyo se roushini ki taraf le aaye aur jo shaqs Allah par imaan laaye aur nek amal kare, Allah ose aisi jannato mein daakhil karega, jis ke niche nehre jaari hai, jin mein ye hamesha hamesha rahenge, beshak Allah ne ose behetreen rozi de rakhi hai