Surah At-Talaq Verse 12 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Talaqٱللَّهُ ٱلَّذِي خَلَقَ سَبۡعَ سَمَٰوَٰتٖ وَمِنَ ٱلۡأَرۡضِ مِثۡلَهُنَّۖ يَتَنَزَّلُ ٱلۡأَمۡرُ بَيۡنَهُنَّ لِتَعۡلَمُوٓاْ أَنَّ ٱللَّهَ عَلَىٰ كُلِّ شَيۡءٖ قَدِيرٞ وَأَنَّ ٱللَّهَ قَدۡ أَحَاطَ بِكُلِّ شَيۡءٍ عِلۡمَۢا
Allah woh hai jisne saat(seven) aasman banaye aur zameen ki qisam se bhi unhi ke manind (like them). Unke darmiyan hukum nazil hota rehta hai. (yeh baat tumhein isliye batayi jaa rahi hai ) taakey tum jaan lo ke Allah har cheez par qudrat rakhta hai, aur yeh ke Allah ka ilm har cheez par muheet (encompassing) hai