Surah At-Talaq Verse 3 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Talaqوَيَرۡزُقۡهُ مِنۡ حَيۡثُ لَا يَحۡتَسِبُۚ وَمَن يَتَوَكَّلۡ عَلَى ٱللَّهِ فَهُوَ حَسۡبُهُۥٓۚ إِنَّ ٱللَّهَ بَٰلِغُ أَمۡرِهِۦۚ قَدۡ جَعَلَ ٱللَّهُ لِكُلِّ شَيۡءٖ قَدۡرٗا
Aur usey aise raaste se rizq dega jidhar uska guman(imagination) bhi na jata ho. Jo Allah par bharosa karey uske liye woh kafi hai. Allah apna kaam pura karke rehta hai, Allah ne har cheez ke liye ek taqdeer muqarrar kar rakkhi hai