Surah At-Talaq Verse 7 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Talaqلِيُنفِقۡ ذُو سَعَةٖ مِّن سَعَتِهِۦۖ وَمَن قُدِرَ عَلَيۡهِ رِزۡقُهُۥ فَلۡيُنفِقۡ مِمَّآ ءَاتَىٰهُ ٱللَّهُۚ لَا يُكَلِّفُ ٱللَّهُ نَفۡسًا إِلَّا مَآ ءَاتَىٰهَاۚ سَيَجۡعَلُ ٱللَّهُ بَعۡدَ عُسۡرٖ يُسۡرٗا
Khushaal aadmi apni khushaali ke mutabiq nafqa de, aur jisko rizq kam diya gaya ho woh usi maal mein se kharch karey jo Allah ne usey diya hai. Allah ne jisko jitna kuch diya hai ussey ziyada ka woh usey mukallaf(burden) nahi karta. Baeed(door) nahin ke Allah tangdasti ke baad farakh dasti bhi ataa farmade