Surah Al-Araf Verse 103 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafثُمَّ بَعَثۡنَا مِنۢ بَعۡدِهِم مُّوسَىٰ بِـَٔايَٰتِنَآ إِلَىٰ فِرۡعَوۡنَ وَمَلَإِيْهِۦ فَظَلَمُواْ بِهَاۖ فَٱنظُرۡ كَيۡفَ كَانَ عَٰقِبَةُ ٱلۡمُفۡسِدِينَ
Phir un qaumon ke baad ( jinka zikr upar kiya gaya) humne Moosa ko apni nishaniyon ke saath Firoun aur uski qaum ke Sardaron ke paas bheja, magar unhon ne bhi hamari nishaniyon ke saath zulm kiya. Pas dekho ke in mufsidon ka kya anjaam hua