Surah Al-Araf Verse 127 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafوَقَالَ ٱلۡمَلَأُ مِن قَوۡمِ فِرۡعَوۡنَ أَتَذَرُ مُوسَىٰ وَقَوۡمَهُۥ لِيُفۡسِدُواْ فِي ٱلۡأَرۡضِ وَيَذَرَكَ وَءَالِهَتَكَۚ قَالَ سَنُقَتِّلُ أَبۡنَآءَهُمۡ وَنَسۡتَحۡيِۦ نِسَآءَهُمۡ وَإِنَّا فَوۡقَهُمۡ قَٰهِرُونَ
Firoun se uski qaum ke Sardaron ne kaha “kya tu Moosa aur uski qaum ko yunhi chodh dega ke mulk mein fasaad phaylayein aur woh teri aur tere maboodon ki bandagi chodh baithey?” Firoun ne jawab diya “main unke beton ko qatal karaunga aur unki auraton ko jeeta rehne dunga. Hamare iqtedar ki giraft unpar mazboot hai”