Surah Al-Araf Verse 127 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafوَقَالَ ٱلۡمَلَأُ مِن قَوۡمِ فِرۡعَوۡنَ أَتَذَرُ مُوسَىٰ وَقَوۡمَهُۥ لِيُفۡسِدُواْ فِي ٱلۡأَرۡضِ وَيَذَرَكَ وَءَالِهَتَكَۚ قَالَ سَنُقَتِّلُ أَبۡنَآءَهُمۡ وَنَسۡتَحۡيِۦ نِسَآءَهُمۡ وَإِنَّا فَوۡقَهُمۡ قَٰهِرُونَ
aur khaum feraun ke sardaaro ne kaha ke kya aap Mosa (alaihissalaam) aur in ki khaum ko yo hee rehne denge ke wo mulk mein fasaad karte phire aur wo aap ko aur aap ke mabudo ko tark kiye rahe, feraun ne kaha ke hum abhi un logo ke beto ko qatl karna shuro kar denge aur aurto ko zinda rehne denge aur hum ko un par har tarah ka zoor hai