Surah Al-Araf Verse 138 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafوَجَٰوَزۡنَا بِبَنِيٓ إِسۡرَـٰٓءِيلَ ٱلۡبَحۡرَ فَأَتَوۡاْ عَلَىٰ قَوۡمٖ يَعۡكُفُونَ عَلَىٰٓ أَصۡنَامٖ لَّهُمۡۚ قَالُواْ يَٰمُوسَى ٱجۡعَل لَّنَآ إِلَٰهٗا كَمَا لَهُمۡ ءَالِهَةٞۚ قَالَ إِنَّكُمۡ قَوۡمٞ تَجۡهَلُونَ
Bani Israel ko humne samandar se guzaar diya, phir woh chale aur raaste mein ek aisi qaum par unka guzar hua jo apne chandh buthon (idols) ki girwida (devoted) hui thi. Kehne lagey, “Aey Moosa , hamare liye bhi koi aisa mabood bana de jaise in logon ke mabood hain”.Moosa ne kaha “tum log badi nadaani ki baatein karte ho