Surah Al-Araf Verse 137 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafوَأَوۡرَثۡنَا ٱلۡقَوۡمَ ٱلَّذِينَ كَانُواْ يُسۡتَضۡعَفُونَ مَشَٰرِقَ ٱلۡأَرۡضِ وَمَغَٰرِبَهَا ٱلَّتِي بَٰرَكۡنَا فِيهَاۖ وَتَمَّتۡ كَلِمَتُ رَبِّكَ ٱلۡحُسۡنَىٰ عَلَىٰ بَنِيٓ إِسۡرَـٰٓءِيلَ بِمَا صَبَرُواْۖ وَدَمَّرۡنَا مَا كَانَ يَصۡنَعُ فِرۡعَوۡنُ وَقَوۡمُهُۥ وَمَا كَانُواْ يَعۡرِشُونَ
Aur unki jagah humne un logon ko jo kamzoar bana kar rakkhey gaye thay, us sar-zameen ke mashriq o magrib ka waris bana diya jisey humne barakaton se maala maal kiya tha. Is tarah bani-Israel ke haqq mein tere Rubb ka wada e khair pura hua kyunke unhon ne sabr se kaam liya tha aur Firoun aur uski qaum ka woh sab kuch barbaad kardiya gaya jo woh banate aur chadhate thay