Surah Al-Araf Verse 137 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafوَأَوۡرَثۡنَا ٱلۡقَوۡمَ ٱلَّذِينَ كَانُواْ يُسۡتَضۡعَفُونَ مَشَٰرِقَ ٱلۡأَرۡضِ وَمَغَٰرِبَهَا ٱلَّتِي بَٰرَكۡنَا فِيهَاۖ وَتَمَّتۡ كَلِمَتُ رَبِّكَ ٱلۡحُسۡنَىٰ عَلَىٰ بَنِيٓ إِسۡرَـٰٓءِيلَ بِمَا صَبَرُواْۖ وَدَمَّرۡنَا مَا كَانَ يَصۡنَعُ فِرۡعَوۡنُ وَقَوۡمُهُۥ وَمَا كَانُواْ يَعۡرِشُونَ
aur hum ne un logo ko jo ke bil-kul kamzoor shumaar kiye jaate thein us sar-zameen ke purab paschim ka maalik bana diya jis mein hum ne barkath rakhi hai aur aap ke rab ka nek waada bani israel ke haq mein un ke sabr ki wajeh se pora ho gaya aur hum ne feraun ke aur us ki khaum ke saaqta par-daaqta14 kaar-khaano ko aur jo kuch wo oonchi onchi imaarate ban-waate thein sab ko dar-ham bar-ham kar diya