Surah Al-Araf Verse 146 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafسَأَصۡرِفُ عَنۡ ءَايَٰتِيَ ٱلَّذِينَ يَتَكَبَّرُونَ فِي ٱلۡأَرۡضِ بِغَيۡرِ ٱلۡحَقِّ وَإِن يَرَوۡاْ كُلَّ ءَايَةٖ لَّا يُؤۡمِنُواْ بِهَا وَإِن يَرَوۡاْ سَبِيلَ ٱلرُّشۡدِ لَا يَتَّخِذُوهُ سَبِيلٗا وَإِن يَرَوۡاْ سَبِيلَ ٱلۡغَيِّ يَتَّخِذُوهُ سَبِيلٗاۚ ذَٰلِكَ بِأَنَّهُمۡ كَذَّبُواْ بِـَٔايَٰتِنَا وَكَانُواْ عَنۡهَا غَٰفِلِينَ
Main apne nishaniyon se un logon ki nigaahein pher dunga jo bagair kisi haqq ke zameen mein baday bantay hain, woh khwa koi nishani dekhlein kabhi uspar iman na layenge. Agar seedha raasta unke saamne aaye to usey ikhtiyar na karenge aur agar tedha raasta nazar aaye to uspar chal padenge, isliye ke unhon ne hamari nishaniyon ko jhutlaya aur unse be parwahi karte rahey