Surah Al-Araf Verse 158 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafقُلۡ يَـٰٓأَيُّهَا ٱلنَّاسُ إِنِّي رَسُولُ ٱللَّهِ إِلَيۡكُمۡ جَمِيعًا ٱلَّذِي لَهُۥ مُلۡكُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِۖ لَآ إِلَٰهَ إِلَّا هُوَ يُحۡيِۦ وَيُمِيتُۖ فَـَٔامِنُواْ بِٱللَّهِ وَرَسُولِهِ ٱلنَّبِيِّ ٱلۡأُمِّيِّ ٱلَّذِي يُؤۡمِنُ بِٱللَّهِ وَكَلِمَٰتِهِۦ وَٱتَّبِعُوهُ لَعَلَّكُمۡ تَهۡتَدُونَ
(Aey Muhammad) , kaho ke “ aey Insaano , main tum sab ki taraf us khuda ka paigambar hoon jo zameen aur aasmano ki baadshahi ka maalik hai, uske siwa koi khuda nahin hai, wahi zindagi bakshta hai aur wahi maut deta hai. Pas iman lao Allah par aur uske bheje huey Nabi e ummi par jo Allah aur uske irshadat ko maanta hai, aur pairwi ikhtiyar karo uski, umeed hai ke tum raah e raast paa logey