Surah Al-Araf Verse 167 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafوَإِذۡ تَأَذَّنَ رَبُّكَ لَيَبۡعَثَنَّ عَلَيۡهِمۡ إِلَىٰ يَوۡمِ ٱلۡقِيَٰمَةِ مَن يَسُومُهُمۡ سُوٓءَ ٱلۡعَذَابِۗ إِنَّ رَبَّكَ لَسَرِيعُ ٱلۡعِقَابِ وَإِنَّهُۥ لَغَفُورٞ رَّحِيمٞ
aur wo waqt yaad karna chaahiye ke aap ke rab ne ye baath batlaadi ke wo un yahood par qayaamath tak aise shaqs ko zaroor musallath karta rahega jo un ko sazaaye shadeed ki takleef pahonchaata rahega, bila shuba aap ka rab jaldi hee saza deta hai aur bila shuba wo waqeyi badi maghfirath aur badi rehmath waala hai