Surah Al-Araf Verse 172 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafوَإِذۡ أَخَذَ رَبُّكَ مِنۢ بَنِيٓ ءَادَمَ مِن ظُهُورِهِمۡ ذُرِّيَّتَهُمۡ وَأَشۡهَدَهُمۡ عَلَىٰٓ أَنفُسِهِمۡ أَلَسۡتُ بِرَبِّكُمۡۖ قَالُواْ بَلَىٰ شَهِدۡنَآۚ أَن تَقُولُواْ يَوۡمَ ٱلۡقِيَٰمَةِ إِنَّا كُنَّا عَنۡ هَٰذَا غَٰفِلِينَ
Aur (aey Nabi), logon ko yaad dilao woh waqt jabke tumhare Rubb ne bani Adam ki pushton se unki nasal ko nikala tha aur unhein khud unke upar gawah banate huey pucha tha, “kya main tumhara Rubb nahin hoon?”Unhon ne kaha, “ zaroor aap hi hamare Rubb hain, hum ispar gawahi dete hain”.Yeh humne is liye kiya ke kahin tum qayamat ke roz yeh na kehdo ke “hum to is baat se be khabar thay”