Surah Al-Araf Verse 172 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafوَإِذۡ أَخَذَ رَبُّكَ مِنۢ بَنِيٓ ءَادَمَ مِن ظُهُورِهِمۡ ذُرِّيَّتَهُمۡ وَأَشۡهَدَهُمۡ عَلَىٰٓ أَنفُسِهِمۡ أَلَسۡتُ بِرَبِّكُمۡۖ قَالُواْ بَلَىٰ شَهِدۡنَآۚ أَن تَقُولُواْ يَوۡمَ ٱلۡقِيَٰمَةِ إِنَّا كُنَّا عَنۡ هَٰذَا غَٰفِلِينَ
aur jab aap ke rab ne aulaad aadam ki posht se un ki aulaad ko nikaala aur un se un hee ke mutaalleq iqraar liya ke, kya main tumhaara rab nahi ho? sab ne jawaab diya kyo nahi! hum sab gawaah bante hai ta ke tum log qayaamath ke roz yo na kaho ke hum to is se mahez be-qabar thein