Surah Al-Araf Verse 20 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafفَوَسۡوَسَ لَهُمَا ٱلشَّيۡطَٰنُ لِيُبۡدِيَ لَهُمَا مَا وُۥرِيَ عَنۡهُمَا مِن سَوۡءَٰتِهِمَا وَقَالَ مَا نَهَىٰكُمَا رَبُّكُمَا عَنۡ هَٰذِهِ ٱلشَّجَرَةِ إِلَّآ أَن تَكُونَا مَلَكَيۡنِ أَوۡ تَكُونَا مِنَ ٱلۡخَٰلِدِينَ
phir shaitaan ne un duno ke dilo mein was-wasa daala ta ke un ki sharam gaahe jo ek dosre se poshida thi, duno ke rubaro be-parda karde aur kehne laga ke tumhaare rab ne tum duno ko is daraqth se aur kisi sabab se mana nahi farmaaya, magar mahez is wajeh se ke tum duno kahi farishte ho jaao ya kahi hamesha zinda rehne waalo mein se ho jaao