Surah Al-Araf Verse 44 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafوَنَادَىٰٓ أَصۡحَٰبُ ٱلۡجَنَّةِ أَصۡحَٰبَ ٱلنَّارِ أَن قَدۡ وَجَدۡنَا مَا وَعَدَنَا رَبُّنَا حَقّٗا فَهَلۡ وَجَدتُّم مَّا وَعَدَ رَبُّكُمۡ حَقّٗاۖ قَالُواْ نَعَمۡۚ فَأَذَّنَ مُؤَذِّنُۢ بَيۡنَهُمۡ أَن لَّعۡنَةُ ٱللَّهِ عَلَى ٱلظَّـٰلِمِينَ
aur ahle jannath ahle dozakh ko pukarenge ke hum se jo hamaare rab ne waada farmaaya tha hum ne to us ko waaqae ke mutaabiq paaya, so tum se jo tumhaare rab ne waada kiya tha, tum ne bhi us ko waaqae ke mutaabiq paaya? Wo kahenge, haan, phir ek pukaarne waala duno ke darmiyaan mein pukarega ke Allah ki maar ho un zaalimo par