Surah Al-Araf Verse 58 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafوَٱلۡبَلَدُ ٱلطَّيِّبُ يَخۡرُجُ نَبَاتُهُۥ بِإِذۡنِ رَبِّهِۦۖ وَٱلَّذِي خَبُثَ لَا يَخۡرُجُ إِلَّا نَكِدٗاۚ كَذَٰلِكَ نُصَرِّفُ ٱلۡأٓيَٰتِ لِقَوۡمٖ يَشۡكُرُونَ
Jo zameen acchi hoti hai woh apne Rubb ke hukum se khoob phal phool lati hai aur jo zameen kharab hoti hai ussey naqis (poor) paidawar ke siwa kuch nahin nikalta. Is tarah hum nishaniyon ko baar baar pesh karte hain un logon ke liye jo shukarguzar honay waley hain