Surah Al-Araf Verse 86 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafوَلَا تَقۡعُدُواْ بِكُلِّ صِرَٰطٖ تُوعِدُونَ وَتَصُدُّونَ عَن سَبِيلِ ٱللَّهِ مَنۡ ءَامَنَ بِهِۦ وَتَبۡغُونَهَا عِوَجٗاۚ وَٱذۡكُرُوٓاْ إِذۡ كُنتُمۡ قَلِيلٗا فَكَثَّرَكُمۡۖ وَٱنظُرُواْ كَيۡفَ كَانَ عَٰقِبَةُ ٱلۡمُفۡسِدِينَ
Aur (zindagi ke) har rastey par rehzan (lie in ambush) bankar na baith jao ke logon ko khauf zadah karne aur iman laney walon ko khuda ke rastey se rokne lago, aur seedhi raah ko tedha karne ke darpe ho jao. Yaad karo woh zamana jabke tum thode thay phir Allah ne tumhein bahut kardiya, aur aakhein khol kar dekho ke duniya mein mufsidon ka kya anjaam hua hai