Surah Al-Araf Verse 87 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafوَإِن كَانَ طَآئِفَةٞ مِّنكُمۡ ءَامَنُواْ بِٱلَّذِيٓ أُرۡسِلۡتُ بِهِۦ وَطَآئِفَةٞ لَّمۡ يُؤۡمِنُواْ فَٱصۡبِرُواْ حَتَّىٰ يَحۡكُمَ ٱللَّهُ بَيۡنَنَاۚ وَهُوَ خَيۡرُ ٱلۡحَٰكِمِينَ
aur agar tum mein se kuch log is hukm par, jis ko de kar mujh ko bheja gaya, imaan le aaye hai aur kuch imaan nahi laaye hai to zara teher jaao! yaha tak ke hamaare darmiyaan Allah faisla kiye deta hai aur wo sab faisla karne waalo se behtar hai