Surah Al-Araf Verse 88 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Araf۞قَالَ ٱلۡمَلَأُ ٱلَّذِينَ ٱسۡتَكۡبَرُواْ مِن قَوۡمِهِۦ لَنُخۡرِجَنَّكَ يَٰشُعَيۡبُ وَٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ مَعَكَ مِن قَرۡيَتِنَآ أَوۡ لَتَعُودُنَّ فِي مِلَّتِنَاۚ قَالَ أَوَلَوۡ كُنَّا كَٰرِهِينَ
Uski qaum ke sardaron ne , jo apni badayi ke ghamand mein mubtila thay, ussey kaha ke “aey Shoaib , hum tujhey aur un logon ko jo tere saath iman laye hain apni basti se nikal denge warna tum logon ko hamari millat mein wapas aana hoga”. Shoaib ne jawab diya, “kya zabardasti humein phera jayega khwa hum razi na hon