Surah Al-Anfal Verse 48 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anfalوَإِذۡ زَيَّنَ لَهُمُ ٱلشَّيۡطَٰنُ أَعۡمَٰلَهُمۡ وَقَالَ لَا غَالِبَ لَكُمُ ٱلۡيَوۡمَ مِنَ ٱلنَّاسِ وَإِنِّي جَارٞ لَّكُمۡۖ فَلَمَّا تَرَآءَتِ ٱلۡفِئَتَانِ نَكَصَ عَلَىٰ عَقِبَيۡهِ وَقَالَ إِنِّي بَرِيٓءٞ مِّنكُمۡ إِنِّيٓ أَرَىٰ مَا لَا تَرَوۡنَ إِنِّيٓ أَخَافُ ٱللَّهَۚ وَٱللَّهُ شَدِيدُ ٱلۡعِقَابِ
jab ke un ke amaal ko shaitan un he zinatdar dikha raha tha aur keh raha tha ke logo mein se koi bhi aaj tum par ghalib nahi aa sakta,main khud bhi tumhara himayati ho,lekin jab duno jamate namodar hoi tuh apni ediyo ke bal piche hat gaya aur kehne laga main tuh tum se bari ho,mein wo dekh raha ho,jo tum nahi dekh rahe,main Allah se darta ho aur Allah tala saqt azaab wala hai