Surah Al-Anfal Verse 54 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anfalكَدَأۡبِ ءَالِ فِرۡعَوۡنَ وَٱلَّذِينَ مِن قَبۡلِهِمۡۚ كَذَّبُواْ بِـَٔايَٰتِ رَبِّهِمۡ فَأَهۡلَكۡنَٰهُم بِذُنُوبِهِمۡ وَأَغۡرَقۡنَآ ءَالَ فِرۡعَوۡنَۚ وَكُلّٞ كَانُواْ ظَٰلِمِينَ
Aale Firoun aur unse pehle ki qaumon ke saath jo kuch pesh aaya woh isi zaabtey ke mutabiq tha. Unhon ne apne Rubb ki aayat ko jhutlaya, tab humne unke gunahon ki padash mein unhein halaak kiya aur aale-Firoun ko garq kardiya, Yeh sab zalim log thay