Surah At-Taubah Verse 107 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahوَٱلَّذِينَ ٱتَّخَذُواْ مَسۡجِدٗا ضِرَارٗا وَكُفۡرٗا وَتَفۡرِيقَۢا بَيۡنَ ٱلۡمُؤۡمِنِينَ وَإِرۡصَادٗا لِّمَنۡ حَارَبَ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُۥ مِن قَبۡلُۚ وَلَيَحۡلِفُنَّ إِنۡ أَرَدۡنَآ إِلَّا ٱلۡحُسۡنَىٰۖ وَٱللَّهُ يَشۡهَدُ إِنَّهُمۡ لَكَٰذِبُونَ
aur baz aise hai jinhone un aghraaz15 ke liye masjid banai hai ke zarar16 pahochae aur kufr ki batein kare aur imandaro mein tafriq dale aur us shaqs ke qayam ka samaan kare jo us se pehle se Allah aur rasol ka muqalif hai aur qasme kha jaenge ke bajuz bhalai ke aur hamari kuch niyyath nahi aur Allah gawah hai ke wo bilkul jhote hai