Surah At-Taubah Verse 108 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahلَا تَقُمۡ فِيهِ أَبَدٗاۚ لَّمَسۡجِدٌ أُسِّسَ عَلَى ٱلتَّقۡوَىٰ مِنۡ أَوَّلِ يَوۡمٍ أَحَقُّ أَن تَقُومَ فِيهِۚ فِيهِ رِجَالٞ يُحِبُّونَ أَن يَتَطَهَّرُواْۚ وَٱللَّهُ يُحِبُّ ٱلۡمُطَّهِّرِينَ
aap us mein kabhi khade na ho,albatta jis masjid ki bunyad awwal din se taqwa par rakhi gai hai,wo us laeq hai ke aap us mein khade ho,us mein aise admi hai ke wo qoob paak hone ko pasand karte hai aur Allah tala qoob paak hone ko pasand karta hai