Surah At-Taubah Verse 109 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahأَفَمَنۡ أَسَّسَ بُنۡيَٰنَهُۥ عَلَىٰ تَقۡوَىٰ مِنَ ٱللَّهِ وَرِضۡوَٰنٍ خَيۡرٌ أَم مَّنۡ أَسَّسَ بُنۡيَٰنَهُۥ عَلَىٰ شَفَا جُرُفٍ هَارٖ فَٱنۡهَارَ بِهِۦ فِي نَارِ جَهَنَّمَۗ وَٱللَّهُ لَا يَهۡدِي ٱلۡقَوۡمَ ٱلظَّـٰلِمِينَ
phir aya aisa shaqs behtar hai jis ne apni imarath ki bunyad Allah se darne par aur Allah ki khushnudi par rakhi ho ya wo shaqs ke jis ne apni imarath ki bunyad kisi ghati ke kinare par jo ke girne hee ko ho rakhi ho,phir wo us ko le kar atish e dozakh mein gir pade aur Allah tala aise zalimo ko samajh hee nahi deta