Surah At-Taubah Verse 108 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Taubahلَا تَقُمۡ فِيهِ أَبَدٗاۚ لَّمَسۡجِدٌ أُسِّسَ عَلَى ٱلتَّقۡوَىٰ مِنۡ أَوَّلِ يَوۡمٍ أَحَقُّ أَن تَقُومَ فِيهِۚ فِيهِ رِجَالٞ يُحِبُّونَ أَن يَتَطَهَّرُواْۚ وَٱللَّهُ يُحِبُّ ٱلۡمُطَّهِّرِينَ
Tum hargiz is imarat mein khade na hona. Jo masjid awwal roz se taqwa par qayam ki gayi thi, wahi iske liye zyada mauzoon(haqdaar/proper place) hai ke tum usmein (ibadat ke liye) khade ho. Usmein aisey log hain jo paak rehna pasand karte hain aur Allah ko pakeezgi ikhtiyar karne waley hi pasand hain