Surah At-Taubah Verse 114 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Taubahوَمَا كَانَ ٱسۡتِغۡفَارُ إِبۡرَٰهِيمَ لِأَبِيهِ إِلَّا عَن مَّوۡعِدَةٖ وَعَدَهَآ إِيَّاهُ فَلَمَّا تَبَيَّنَ لَهُۥٓ أَنَّهُۥ عَدُوّٞ لِّلَّهِ تَبَرَّأَ مِنۡهُۚ إِنَّ إِبۡرَٰهِيمَ لَأَوَّـٰهٌ حَلِيمٞ
Ibrahim ne apne baap ke liye jo dua e magfirat ki thi woh to us wadey ki wajah se thi jo usne apne baap se kiya tha, magar jab uspar yeh baat khul gayi ke uska baap khuda ka dushman hai to woh ussey bezar ho gaya. Haqq yeh hai ke Ibrahim bada raqeeq-ul-qalb (tender-hearted) o khuda tars aur burdbaar (Godfearing and forbearing) aadmi tha