Surah At-Taubah Verse 116 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Taubahإِنَّ ٱللَّهَ لَهُۥ مُلۡكُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِۖ يُحۡيِۦ وَيُمِيتُۚ وَمَا لَكُم مِّن دُونِ ٱللَّهِ مِن وَلِيّٖ وَلَا نَصِيرٖ
Aur yeh bhi waqia hai ke Allah hi ke qabze mein aasmaan o zameen ki sultanat hai, usi ke ikhtiyar mein zindagi o maut hai, aur tumhara koi haami o madadgaar aisa nahin hai jo tumhein ussey bacha sakey