Surah At-Taubah Verse 117 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahلَّقَد تَّابَ ٱللَّهُ عَلَى ٱلنَّبِيِّ وَٱلۡمُهَٰجِرِينَ وَٱلۡأَنصَارِ ٱلَّذِينَ ٱتَّبَعُوهُ فِي سَاعَةِ ٱلۡعُسۡرَةِ مِنۢ بَعۡدِ مَا كَادَ يَزِيغُ قُلُوبُ فَرِيقٖ مِّنۡهُمۡ ثُمَّ تَابَ عَلَيۡهِمۡۚ إِنَّهُۥ بِهِمۡ رَءُوفٞ رَّحِيمٞ
Allah tala ne paighambar ke haal par tawajje farmai aur muhajirin aur ansaar ke haal par bhi jinhone aisi tangi ke waqt paighambar ke sath diya,us ke badh ke un mein se ek gruh ke dilo mein kuch tazal zul19 ho chala tha,phir Allah ne un haal par tawajje farmai,bilashuba Allah tala un sub par bahuth hee shafiq meherban hai