Surah At-Taubah Verse 118 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahوَعَلَى ٱلثَّلَٰثَةِ ٱلَّذِينَ خُلِّفُواْ حَتَّىٰٓ إِذَا ضَاقَتۡ عَلَيۡهِمُ ٱلۡأَرۡضُ بِمَا رَحُبَتۡ وَضَاقَتۡ عَلَيۡهِمۡ أَنفُسُهُمۡ وَظَنُّوٓاْ أَن لَّا مَلۡجَأَ مِنَ ٱللَّهِ إِلَّآ إِلَيۡهِ ثُمَّ تَابَ عَلَيۡهِمۡ لِيَتُوبُوٓاْۚ إِنَّ ٱللَّهَ هُوَ ٱلتَّوَّابُ ٱلرَّحِيمُ
aur teen shaqso ke haal par bhi jin ka mamla multawi chod diya gaya tha yaha tak ke jab zamin bawajod apni faraqi ke un par tang hone lagi aur wo khud apni jaan se tang aa gae aur unhone samajh liya ke Allah se kahi panah nahi mil sakti bajuz us ke,ke osi ki taraf rujo kiya jae,phir un ke haal par tawajje farmai ta ke wo ainda bhi tauba kar sake,beshak Allah tala bahuth tauba qubol karne wala bada rahem wala hai