Surah At-Taubah Verse 122 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubah۞وَمَا كَانَ ٱلۡمُؤۡمِنُونَ لِيَنفِرُواْ كَآفَّةٗۚ فَلَوۡلَا نَفَرَ مِن كُلِّ فِرۡقَةٖ مِّنۡهُمۡ طَآئِفَةٞ لِّيَتَفَقَّهُواْ فِي ٱلدِّينِ وَلِيُنذِرُواْ قَوۡمَهُمۡ إِذَا رَجَعُوٓاْ إِلَيۡهِمۡ لَعَلَّهُمۡ يَحۡذَرُونَ
aur musalmano ko ye na chahiye ke sub ke sub nikal khade ho,so aisa kyo na kiya jae ke un ki har badi jamath mein se ek choti jamath jaya kare ta ke wo deen ki samjh bojh hasil kare aur ta ke ye log apni khaom ko jab ke wo un ke paas aae darae ta ke wo darr jae