Surah At-Taubah Verse 122 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Taubah۞وَمَا كَانَ ٱلۡمُؤۡمِنُونَ لِيَنفِرُواْ كَآفَّةٗۚ فَلَوۡلَا نَفَرَ مِن كُلِّ فِرۡقَةٖ مِّنۡهُمۡ طَآئِفَةٞ لِّيَتَفَقَّهُواْ فِي ٱلدِّينِ وَلِيُنذِرُواْ قَوۡمَهُمۡ إِذَا رَجَعُوٓاْ إِلَيۡهِمۡ لَعَلَّهُمۡ يَحۡذَرُونَ
Aur yeh kuch zaroori na tha ke ehle iman sarey ke sarey hi nikal khade hotey, magar aisa kyun na hua ke unki aabadi ke har hissey mein se kuch log nikal kar aate aur deen ki samajh paida karte aur wapas jaa kar apne ilaqe ke bashindon (people) ko khabardaar karte taa-ke woh ( gair muslimana rawish se) parheiz karte