Surah At-Taubah Verse 36 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahإِنَّ عِدَّةَ ٱلشُّهُورِ عِندَ ٱللَّهِ ٱثۡنَا عَشَرَ شَهۡرٗا فِي كِتَٰبِ ٱللَّهِ يَوۡمَ خَلَقَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضَ مِنۡهَآ أَرۡبَعَةٌ حُرُمٞۚ ذَٰلِكَ ٱلدِّينُ ٱلۡقَيِّمُۚ فَلَا تَظۡلِمُواْ فِيهِنَّ أَنفُسَكُمۡۚ وَقَٰتِلُواْ ٱلۡمُشۡرِكِينَ كَآفَّةٗ كَمَا يُقَٰتِلُونَكُمۡ كَآفَّةٗۚ وَٱعۡلَمُوٓاْ أَنَّ ٱللَّهَ مَعَ ٱلۡمُتَّقِينَ
mahino ki ginti Allah ke nazdik kitabullah mein bara ki hai,osi din se jab se asman aur zamin ko us ne paida kiya hai,un mein se char hurmath wa adab ke hai,yahi durust deen hai,tum un mahino mein apni jano par zulm na karo aur tum tamam mushriko se jihad karo jaise ke wo tum sub se ladte hai aur jan rakho ke Allah tala muttaqiyo ke sath hai