Surah At-Taubah Verse 37 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahإِنَّمَا ٱلنَّسِيٓءُ زِيَادَةٞ فِي ٱلۡكُفۡرِۖ يُضَلُّ بِهِ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ يُحِلُّونَهُۥ عَامٗا وَيُحَرِّمُونَهُۥ عَامٗا لِّيُوَاطِـُٔواْ عِدَّةَ مَا حَرَّمَ ٱللَّهُ فَيُحِلُّواْ مَا حَرَّمَ ٱللَّهُۚ زُيِّنَ لَهُمۡ سُوٓءُ أَعۡمَٰلِهِمۡۗ وَٱللَّهُ لَا يَهۡدِي ٱلۡقَوۡمَ ٱلۡكَٰفِرِينَ
mahino ka aage piche kar dena kufr ki zyadati hai,is se wo log gumrahi mein dale jate hai jo kafir hai,ek sal tuh ose halal kar lete hai aur ek sal osi ko hurmath wala kar lete hai,ke Allah ne jo hurmath rakhi hai us ke shumaar mein tuh muwaafaqath5 karle,phir ise halal banale jise Allah ne haraam kiya hai,unhe un ke bore kaam bhale dikha diye gae hai aur khaume kuffar ki Allah rehnumai nahi farmata