Surah At-Taubah Verse 52 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Taubahقُلۡ هَلۡ تَرَبَّصُونَ بِنَآ إِلَّآ إِحۡدَى ٱلۡحُسۡنَيَيۡنِۖ وَنَحۡنُ نَتَرَبَّصُ بِكُمۡ أَن يُصِيبَكُمُ ٱللَّهُ بِعَذَابٖ مِّنۡ عِندِهِۦٓ أَوۡ بِأَيۡدِينَاۖ فَتَرَبَّصُوٓاْ إِنَّا مَعَكُم مُّتَرَبِّصُونَ
Insey kaho, “tum hamare maamle mein jis cheez ke muntazir ho woh iske siwa aur kya hai ke do bhalaiyon mein se ek bhalayi hai aur hum tumhare maamle mein jis cheez ke muntazir hain woh yeh hai ke Allah khud tumko saza deta hai ya hamare haathon dilwata hai? Accha to ab tum bhi intezar karo aur hum bhi tumhare saath muntazir hain”