Surah At-Taubah Verse 59 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Taubahوَلَوۡ أَنَّهُمۡ رَضُواْ مَآ ءَاتَىٰهُمُ ٱللَّهُ وَرَسُولُهُۥ وَقَالُواْ حَسۡبُنَا ٱللَّهُ سَيُؤۡتِينَا ٱللَّهُ مِن فَضۡلِهِۦ وَرَسُولُهُۥٓ إِنَّآ إِلَى ٱللَّهِ رَٰغِبُونَ
Kya accha hota ke Allah aur Rasool ne jo kuch bhi unhein diya tha uspar woh raazi rehte aur kehte ke “Allah hamare liye kafi hai, woh apne fazal se humein aur bahut kuch dega aur uska Rasool bhi humpar inayat farmayega, hum Allah hi ki taraf nazar jamaye huey hain”