Surah At-Taubah Verse 60 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubah۞إِنَّمَا ٱلصَّدَقَٰتُ لِلۡفُقَرَآءِ وَٱلۡمَسَٰكِينِ وَٱلۡعَٰمِلِينَ عَلَيۡهَا وَٱلۡمُؤَلَّفَةِ قُلُوبُهُمۡ وَفِي ٱلرِّقَابِ وَٱلۡغَٰرِمِينَ وَفِي سَبِيلِ ٱللَّهِ وَٱبۡنِ ٱلسَّبِيلِۖ فَرِيضَةٗ مِّنَ ٱللَّهِۗ وَٱللَّهُ عَلِيمٌ حَكِيمٞ
sadqe sirf faqiro ke liye hai aur miskino ke liye aur un ke wasool karne walo ke liye aur un ke liye jin ke dil par chae jate9 ho aur gardan chodane mein aur qarz daro ke liye aur Allah ki rah mein aur rahero musafiro ke liye farz hai Allah ki taraf se aur Allah ilm wa hikmath wala hai