Surah At-Taubah Verse 61 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahوَمِنۡهُمُ ٱلَّذِينَ يُؤۡذُونَ ٱلنَّبِيَّ وَيَقُولُونَ هُوَ أُذُنٞۚ قُلۡ أُذُنُ خَيۡرٖ لَّكُمۡ يُؤۡمِنُ بِٱللَّهِ وَيُؤۡمِنُ لِلۡمُؤۡمِنِينَ وَرَحۡمَةٞ لِّلَّذِينَ ءَامَنُواْ مِنكُمۡۚ وَٱلَّذِينَ يُؤۡذُونَ رَسُولَ ٱللَّهِ لَهُمۡ عَذَابٌ أَلِيمٞ
un mein se wo bhi hai jo paighambar ko eza dete hai aur kehte hai kan ka kaccha hai,aap keh dijiye ke wo kan tumhare bhale ke liye hai,wo Allah par iman rakhta hai aur musalmano ki bath ka yaqin karta hai aur tum mein se jo ahale iman hai,ye un ke liye rehmath hai,rasoolullah(saws) ko jo log eza dete hai un ke liye dukh ki mar hai