Surah At-Taubah Verse 67 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Taubahٱلۡمُنَٰفِقُونَ وَٱلۡمُنَٰفِقَٰتُ بَعۡضُهُم مِّنۢ بَعۡضٖۚ يَأۡمُرُونَ بِٱلۡمُنكَرِ وَيَنۡهَوۡنَ عَنِ ٱلۡمَعۡرُوفِ وَيَقۡبِضُونَ أَيۡدِيَهُمۡۚ نَسُواْ ٱللَّهَ فَنَسِيَهُمۡۚ إِنَّ ٱلۡمُنَٰفِقِينَ هُمُ ٱلۡفَٰسِقُونَ
Munafiq Mard aur munafiq auratein sab ek dusre ke hum-rang hain, burayi ka hukum dete hain aur bhalayi se mana karte hain aur apne haath khair se roak rahey hain. Yeh Allah ko bhool gaye to Allah ne bhi inhein bhula diya, yaqeenan yeh munafiq hi fasiq hain