Surah At-Taubah Verse 72 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahوَعَدَ ٱللَّهُ ٱلۡمُؤۡمِنِينَ وَٱلۡمُؤۡمِنَٰتِ جَنَّـٰتٖ تَجۡرِي مِن تَحۡتِهَا ٱلۡأَنۡهَٰرُ خَٰلِدِينَ فِيهَا وَمَسَٰكِنَ طَيِّبَةٗ فِي جَنَّـٰتِ عَدۡنٖۚ وَرِضۡوَٰنٞ مِّنَ ٱللَّهِ أَكۡبَرُۚ ذَٰلِكَ هُوَ ٱلۡفَوۡزُ ٱلۡعَظِيمُ
un imandar mardo aur aurto se Allah ne un jannto ka wada farmaya hai jin ke niche nehre lehre le rahi hai jahan wo hamesha rehne wale hai aur un saaf sutre pakiza mehlath ka jo un hameshgi wali jannto mein hai aur Allah ki raza mandi sub se badi chiz hai,yahi zabardast kamyabi hai