Surah At-Taubah Verse 8 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Taubahكَيۡفَ وَإِن يَظۡهَرُواْ عَلَيۡكُمۡ لَا يَرۡقُبُواْ فِيكُمۡ إِلّٗا وَلَا ذِمَّةٗۚ يُرۡضُونَكُم بِأَفۡوَٰهِهِمۡ وَتَأۡبَىٰ قُلُوبُهُمۡ وَأَكۡثَرُهُمۡ فَٰسِقُونَ
Magar inke siwa dusre mushrikeen ke saath koi ahad kaise ho sakta hai jabke unka haal yeh hai ke tumpar qaabu paa jayein to na tumhare maamle mein kisi qarabat ka lihaz karein na kisi muhaide ki zimmedari ka. Woh apni zubaano se tumko razi karne ki koshish karte hain magar dil unke inkar karte hain aur unmein se aksar faasiq hain