Surah At-Taubah Verse 80 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Taubahٱسۡتَغۡفِرۡ لَهُمۡ أَوۡ لَا تَسۡتَغۡفِرۡ لَهُمۡ إِن تَسۡتَغۡفِرۡ لَهُمۡ سَبۡعِينَ مَرَّةٗ فَلَن يَغۡفِرَ ٱللَّهُ لَهُمۡۚ ذَٰلِكَ بِأَنَّهُمۡ كَفَرُواْ بِٱللَّهِ وَرَسُولِهِۦۗ وَٱللَّهُ لَا يَهۡدِي ٱلۡقَوۡمَ ٱلۡفَٰسِقِينَ
(Aey Nabi), tum khwa aise logon ke liye maafi ki darkhwast karo ya na karo, agar tum satter (seventy) martaba bhi inhein maaf kardene ki darkhwast karoge to Allah inhein hargiz maaf na karega, is liye ke inhon ne Allah aur uske Rasool ke saath kufr kiya hai, aur Allah fasiq logon ko raah e najaat nahin dikhata